Hello Guest! Welcome to our Website.
Something you might want to know about us.
Don't be hesitated to contact us if you have something to say.

ભાગું છું.

| 0 comments | Monday, January 28, 2013
|

હિસાબ જિંદગીના લઇ જાગું છું, તારી કને કા વધુ કઈ માગું છું. અરમાન તો છે બસ હવે હૃદીયાના , એકાદ ક્ષણ મુજની રહે , ભાગુ છું. ચારો તરફ અંધકાર ની છાયા હો, અજવાશ શોધન ભાગતો લાગુ છું. કોયલ ટહુકે કાવ્ય રચું “સૂર ” તણું, તેથીજ તો પાગલ સમો લાગુ છું.

પ્રણય તારો

| 0 comments |
|

હવાનો ભાર કાયમ વા પવનમાં છે, પ્રણય તારો અશ્રુભીના નયનમાં છે, કહું તો શું કહું તમને વધારામાં, તમારી યાદ રોજે રોજ મનમાં છે. મુલાકાતો અટકી છે વર્તમાને તો , દિપાવી ચેતના તો સજની તનમાં છે. લગાવી ડૂબકી સાગર સમા જીવ માં , તો જગ આખું સહજ રીતે મંથનમાં છે. જગત જાણે પ્રણય તારો “સૂર” થકી , હતો નાદાન શોધું કે તું ધન માં છે.

hi

| 0 comments | Wednesday, January 23, 2013
|

HI


hum khamosh reh jayein

| 0 comments | Thursday, February 17, 2011
|























Kuch nasha to apki baat ka hai….
Kuch nasha to dheemi Barsat ka hai….
Hume aap yuhi Sharabi na kahiye….
Iss dil par asar to apse mulaqat ka hai..!
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
Rakh hausla wo manzar bhi aayega….
Pyase ke paas chal ke samandar bhi aayega..
Thak kar na Beth a manzil k musafir..
Manzil bhi milegi aur milne ka maza bhi aayga.
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
Khaq Hi Rehne Do Mujhko Aasma Na Kaho.
Phir Mujhe Ek Bejubaan Na Kaho.
Ek Guzarish Hai Aap Se Sahab,
Tum Ise Meri Ilteza Na Kaho,
Badi Mohabbat Hai Humein Unse Hujoor,
Unke Baare Mein Kuchh Bura Na Kaho.
Abhi To Umra Padi Hai Ye Aajmane Ko ,
Abhi Se Unko Bewafa Na Kaho
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
Ek din usse na dekha dil uds ho gya
kuch hi pal mey wo itna khaas ho gya
ab tak to pata nahi tha mujhe
lekin uski judai se uski ehmiyat ka ehsaas ho gya…

~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
Koi ada nahi phir bhi tera intizar hai…
Judai k bad bhi tujh se pyar hai…
Tery chahry ki udasi de rah hai gawahi…
Mujh se milny k liye tu bhi beqarar ha
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
NA CHAHO ITNA HAMEN CHAHTON SE DAR LAGTA HAI
NA AO ITNA QARIB JUDAI SE DAR LAGTA HAI.
TUMHARI WAFAOON PE BHAROSA HAI HUM KO.
MAGAR APNE MUQDAR SE DAR LAGTA HA
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
Wo Dil hi kia jo tere Milne k tamana na kare ,
me tujhey bhoo k zinda rahoon khuda na kare
rahega payar tera sath mere Zindagi ban kar,
Ye or bat he kay Zindagi mere wafa na kare
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
jane kis baat ki mujko szaa deta h,
meri hasti hui ankho ko rula deta h.
1 muddat se khabar b nhi teri,
koi is tarah b kya apne Pyar ko bhula deta hai
~~~~~~~~~www.Love104.org~~~~~~~~~
Mat raho door apnon se itna Sahib,
ke waqt ke faisley per afsos hojaye..
Kal najaane kaise mulaqat ho hamari,
aap roye lipatkar humse aur hum khamosh reh jayein..

Nahi Saktay

| 0 comments |
|


















Kaise Kat-ti Hai Woh Raatain Hum Bata Nahi Saktay
Per Sach Ye Hai Ke Hum Tum Se Kuch Choopa Nahi Sakte

Woh Guzray Huway Din Woh Guzri Hui Raatein
Woh Guzra Hua Har Ik Pal Hum Bhula Nahi Saktay

Meri Yaadon May Tum Ho Meri Tanhaiyo May Tum Ho
Itna Pyaar Hai Tum Se Ke Hum Ginwa Nahi Saktay

In Ankho Ko In Saanso Ko Bus Tumara Hi Intezaar Hai
Ab Aa Bhi Jao Is Dil Ko Aur Tadpa Nahi Saktay

Woh Pyaar Ki Baatain Woh Qasmay Woh Waadain
Jo Sach Hai Os Sach Ko Tum Jhuthla Nahi Saktay

Kaise Katti Hain Woh Raatain Hum Bata Nahi Saktay
Per Sach Ye Hai Ke Hum Tum Se Kuch choopa Nahi Saktay

Neh

| 0 comments |
|























Prayan Maah Pyar Nee Bajee Laghaavee Neh ,, Hashee Laishoo
Amaaree Haar Thee Tamneh Jeetavane Neh ,,, Hashee Laishoo

Khushee Jho Saampdeh Ammaara Aah Jeevan Nah Baag Maah
Toh Ankho Mah Asrooo Lavee Neh Hashee Laishoo

Ahee Jaaheer Mah Hashvoo Deewaana Noh Tamaashoo Chee
Jho Hasvooh Avshe Toh Mukh Chhepavee Neh Hashee Laishoo

Shama Neeh Jem Sadghee Raat Bhar Radvoo Nathee Gamtooh
Ameh Ethee Badha Deepak Bujhavee Neh Hashee Laishoo

Hasavoh Keh Radawoh ,,, Haath Mah Chee Aapnah ,, Sameer ,,
Karoh Mehfeel Tamhee Jiya Jiya ,, Ameh Hajeer Thai Jaashoo

kaise karun..!

| 0 comments |
|

Zakhami dil hoon doston, phir se dil lagane ki chahat kaise karun,
Bhare nahi paheli mohobbat ke zakham, mohobbat kaise karun..!

Chhod gaye woh, par ab bhi hai itebar, unke lout aane ka mujhe,
Razamand mai bhi tha waqt ke takaze par, shikayat kaise karun..!

Gairate hal hua may sharmasar bi jiske zinnat ki qateer,
Kar ruswa use hi, apni mohobbat ki zalalat kaise karun..!

Kyun may bezuban hoon, zamane ke tanz bhare sawalon par,
Khilafe mohobbat ke apne hi khud hi adaawat kaise karun..!

E Khuda! Kya yehi hai ibaadate ajar mujh par tera,
Dard me mubtila kar diya, ab teri ibaadat kaise karun..!

Kehta hai koi khudgarz, mar gaya hai tujhe chhod jane wala,
Zinda hai mere dil me ab bi wo, to uski shahadat kaise karun..!

Dard hai apne dard ka ahsas kisi gazal se hi karun,
Kehker zuban se zamane ko, aam apne jazbat kaise karun..!

 

Followers

Labels

No Fear

No Fear
Jo Dar Gaya Samjo Mar gaya.