Hello Guest! Welcome to our Website.
Something you might want to know about us.
Don't be hesitated to contact us if you have something to say.

ये डीग्री भी लेलो, नौकरी भी लेलो,..............

| 0 comments | Friday, May 21, 2010
|





ये डीग्री भी लेलो, नौकरी भी लेलो
ये डीग्री भी लेलो, नौकरी भी लेलो,
भले छीन लो मुझसे US का विसा
मगर मुझको लौटा दो वो college का कन्टीन,
वो चाय का पानी, वो तीखा समोसा...
कडी धूप मे अपने घर से निकलना, 0
वो प्रोजेक्ट की खातीर शहर भर भटकना,
वो लेक्चर मे दोस्तों की proxy लगाना,
वो sir को चीढाना ,वो एरोप्लेन उडाना,
वो party की रातों का जागना जगाना,
वो पलकें झुका के, उसका मुस्कराना,
वो orals की कहानी,वो practicals का किस्सा...
वो चाय का पानी, वो तीखा समोसा...
बीमारी के reason से टाईम बढाना,
वो दूसरों के Assignments को अपना बनाना,
वो सेमीनार के दिन पैरो का छटपटाना,
वो WorkShop मे दिन रात पसीना बहाना,
वो Exam के दिन का बेचैन माहौल,
पर वो मा का यकीं- टीचर का भरोसा.....
वो चाय का पानी, वो तीखा समोसा...
वो पेडो के नीचे गप्पे लडाना,
वो Exams के दिन Theater मे जाना,
वो भोले से फ़्रेशर्स को हमेशा सताना,
Without कोई reason,वो bunk पे जाना,
वो टेस्ट के वक्त,किताबों को छुपाना,
वो महीने के last में उधारी में हिस्सा

doston se hai,......

| 0 comments | Thursday, May 20, 2010
|

Apna to sab kuch doston se hai,
Khushi bhi doston se hai,
Gam bhi doston se hai…
Takraar bhi doston se hai,
Pyar bhi doston se hai..
Roothna bhi doston se hai,
Manana bhi doston se hai..
Baat bhi doston se hai,
Misaal bhi doston se hai..N
asha bhi doston se hai,
Shaam bhi doston se hai..
Zindagi ki shuruvaat bhi doston se hai,
Zindagi main mulakaat bhi doston se hai..
Mohabbat bhi doston se hai,
Inaayat bhi doston se hai..
Kaam bhi doston se hai,
Naam bhi doston se hai..
Khyal bhi doston se hai,
Armaan bhi doston se hai..
Khvab bhi doston se hai,
Maahol bhi doston se hai..
Yaadein bhi doston se hai,
Mulakaatein bhi doston se hai..
Sapne bhi doston se hain,
Apne bhi doston se hai..
Ya yoon kahoon yaro,
Apni to duniya hi doston se hai……!!

Hum Bhi Kabhi Mohabbat Kiya Karte The

| 0 comments |
|






























Jab Uski Dhun Mein Raha Karte The
Hum Bhi Chup Chap Jiya Karte The
Aakhon Mein Pyas Hua Karti Thi
Dil Mein Tufaan Utha Karte The

Log Aate The Gajal Sunne
Hum Uski Baat Kiya Karte The
Sach Samajhte The Uske Vado Ko
Raat Din Ghar Me Raha Karte The

Kisi Viraane Mein Usse Milkar
Phool Khila Karte The
Ghar Deewar Sajaane Ki Khaatir
Hum Naam Unka Likha Karte The

Kal Usko Dekhkar Yaad Aaya
Hum Bhi Kabhi Mohabbat Kiya Karte The

Aawaara hoon.............

| 0 comments |
|

(Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon) - 2
Aawaara hoon
Gharbaar nahin, sansaar nahin
Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2
Us paar kisi se milne ka ikraar nahin
Mujhse kisi ko pyaar nahin - 2
Sunsaan nagar anjaan dagar ka pyaara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Aawaara hoon
Aabaad nahin barbaad sahi
Gaata hoon khushi ke geet magar - 2
Zakhmon se bhara seena hai mera
Hansti hai magar yeh mast nazar
Duniya
Duniya mein tere teer ka ya taqdeer ka maara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon
Ya gardish mein hoon aasmaan ka taara hoon
Aawaara hoon, aawaara hoon, aawaara hoon....................

Yaadon ki baraat...........

| 0 comments |
|

Yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare
Ho o o chedo tarane milan ke pyaare pyaare
Sang hamare
Badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan me bichadenge na hum kabhi
Ho badle na apna yeh aalam kabhi
Jeevan me bichadenge na hum kabhi
Yunhi jaoge aakhir kahan hoke hamare
Yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare
Aage bhi hoga jo uska karam
Yeh din to manayenge har saal hum
Apne angan nache gaayenge chanda sitare
Yaadon ki baraat nikli hai aaj dil ke dwaare
Dil ke dwaare
Sapnon ki shehnai beete deeno ko pukare
Dil ke dwaare

Dosti To Yeh Hai.........

| 0 comments |
|

Yaaron yeh hi dosti hai
Oh kismat se jo mili hai
Sab sang chalen
Sab rang chalen
Chaltey rahen hum sada
Yaaron yeh hi dosti hai
Mmm kismat se jo mili hai
Sab sang chalen
Sab rang chalen
Chaltey rahen hum sada
Tootey na kabhi saath yeh
Chhutey na kabhi haath yeh
Apni to hai yehi dua...
Tootey na kabhi saath yeh
Chhutey na kabhi haath yeh
Apni to bas yehi dua...
Ohh yaaron yeh hi dosti hai
Kismat se jo mili hai
Sab sang chalen
Sab rang chalen
Chaltey rahen hum sada
Chaltey rahen hum tum
Yun hi badhtey rahen hum tum
Khushiyon ke sung hum tum sada
Chaltey rahen hum tum
Yun hi badhtey rahen hum tum
Khushiyon ke sang hum tum sada
Yaaron yeh hi dosti hai
Oh kismat se jo mili hai
Sab sang chalen
Sab rang chalen
Chaltey rahen hum sada
Yaaron yeh hi dosti hai
Oh kismat se jo mili hai
Sab sang chalen
Sab rang chalen
Chaltey rahen hum sada
Yaaron...
Yeh hi..................

Yaaron Dosti, Badi Hi...........

| 0 comments |
|

Yaaron Dosti, Badi Hi Haseen Hain,
Yeh Na Ho To, Kya Fir, Bolo Yeh Zindagi Hain,
Koi To Ho Razdaar, Be-garaz Tera Ho Yaar,
Koi To Ho Razdaar...

Yaaron Mohabbat, Hi To Bandagi Hain,
Yeh Na Ho To, Kya Fir, Bolo Yeh Zindagi Hain,
Koi To Ho Dilbar Ho Yaar, Jisko Tujhse Ho Pyar,
Koi To Ho Dilbar Ho Yaar...

Teri Har Ek Burai Pe, Daante Woh Dost,
Gham Ki Ho Dhoop, To Saaya Bane, Tera Woh Dost,
Naache Bhi Woh, Teri Khusi Mein...

Are Yaaron Dosti, Badi Hi Haseen Hain,
Yeh Na Ho To, Kya Fir, Bolo Yeh Zindagi Hain,
Koi To Ho Razdar, Be-garaz Tera Ho Yaar,
Koi To Ho Razdar...

Tan Man Kare, Tujh Pe Fida, Mehboob Woh,
Palkon Pe Jo Rakhe Tujhe Mehboob Woh,
Jiski Wafa Tere Liye Ho...

Are Yaaron Mohabbat, Hi To Bandagi Hain,
Yeh Na Ho To, Kya Fir, Bolo Yeh Zindagi Hain,
Koi To Ho Dilbar Ho Yaar, Jisko Tujhse Ho Pyar,
Koi To Ho Dilbar Ho Yaar...

Dost dost na raha...........

| 0 comments |
|

Dost dost na raha, pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha

Amaanatein main pyaar ki, gaya tha jisko saunp kar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Jo zindagi ki raah me bane the mere hamsafar
Woh mere dost tum hi the, tumhi to the
Saare bhed khul gaye, raazdaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha...

Safar ke waqt mein palak pe motiyo ko taulti
Woh tum na thi to kaun tha tumhi to thi
Nashe ki raat dhhal gayi ab khumaar na raha
Zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha
Dost dost na raha...

Kya hua tera waada...........

| 0 comments |
|

--MALE--
(Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada) - 2
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada

--FEMALE--
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada

--MALE--
Yaad hai mujhko, tune kaha tha
Tumse nahin roothenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chhootenge kabhi
Teri baahon mein beeti har shyaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Oh kehne waale mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ki khaatir
Ya jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahin
Kya hua tera waada
Woh kasam, woh iraada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera waada
Woh kasam woh irada........

Yeh Jo Mahobbat hai.........

| 0 comments |
|

Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam
Arre mehboob ka jo bas lete hue naam
Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam
(Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar) - 2
(Toote agar saagar naya saagar koi le le
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele) - 2
Dil toot jaaye to kya ho anjaam
Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam
Arre mehboob ka jo bas lete hue naam
Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam
(Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar) - 2
Aankhen kisi se na ulajh jaaye main darrta hoon
Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon
Hey, aankhen kisi se na ulaj jaaye main darrta hoon
Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon
Bas door hi se karke salaam
Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam
Arre mehboob ka jo bas lete hue naam
Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam
(Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar) - 4

દિલ પુછે છે મારું, અરે દોસ્ત્ તું ક્યાં જાય છે?

| 0 comments | Monday, May 17, 2010
|

દિલ પુછે છે મારું, અરે દોસ્ત્ તું ક્યાં જાય છે?
જરાક તો નજર નાંખ, સામે કબર દેખાય છે.
ના વ્યવહાર સચવાય છે, ના તહેવાર સચવાય છે,
દિવાળી હોય કે હોળી, બધુ ઓફિસમાં જ ઉજવાય છે.
આ બધું તો ઠીક હતું, પણ હદ તો ત્યાં થાય છે,
લગ્નની મળે કંકોત્રી, ત્યાં શ્રીમંતમાં માંડ જવાય છે.
દિલ પુછે છે મારું, અરે દોસ્ત્ તું ક્યાં જાય છે…
પાંચ આંકડાના પગાર છે, પણ પોતાના માટે પાંચ મિનીટ પણ ક્યાં વપરાય છે,
પત્નીનો ફોન બે મિનીટમાં કાપીએ છે, પણ ક્લાઈન્ટનો કોલ ક્યાં કપાય છે.
ફોનબુક ભરી છે મિત્રોથી, પણ કોઈનાયે ઘરે ક્યાં જવાય છે,
હવે તો ઘરનાં પ્રસંગો પણ હાફ-ડે માં ઉજવાય છે.
દિલ પુછે છે મારું, અરે દોસ્ત્ તું ક્યાં જાય છે…
કોઇને ખબર નથી, આ રસ્તો ક્યાં જાય છે,
થાકેલાં છે બધા છતાં, લોકો ચાલતાં જ જાય છે.
કોઇકને સામે રૂપીયા, તો કોઇકને ડોલર દેખાય છે,
તમેજ કહો મિત્રો, શું આને જ જીંદગી કહેવાય છે?
દિલ પુછે છે મારું, અરે દોસ્ત્ તું ક્યાં જાય છે…
બદલતા આ પ્રવાહમાં, આપણા સંસ્કાર ધોવાય છે,
આવનારી પેઢી પૂછશે, સંસ્કૃતિ કોને કહેવાય છે.
એકવાર તો દિલને સાંભળો, બાકી મનતો કાયમ મુંઝાય છે,
ચાલો જલ્દી નિણૅય લઇએ, મને હજુંય સમય બાકી દેખાય છે.

સારું લાગે........

| 0 comments | Tuesday, May 4, 2010
|

તમે વાતો કરો તો થોડું સારું લાગે;
આ દૂરનું આકાશ મને મારું લાગે.
વૃક્ષો ને પંખી બે વાતો કરે છે
ત્યારે ખીલે છે લીલેરો રંગ;
ભમરાના ગુંજનથી જાગી ઊઠે છે
ફૂલોની સૂતી સુગંધ
તમે મૂંગા તો ઝરણું પણ ખારું લાગે;
તમે વાતો કરો તો થોડું સારું લાગે;
રોમાંચે રોમાંચે દીવા બળે
અને આયુખું તો તુલસીનો ક્યારો;
તારી તે વાણીમાં વ્હેતી મુકું છું હું
કાંઠે બાંધેલો જનમારો.
એક અમથું આ ફૂલ પણ ન્યારું લાગે
તમે વાતો કરો તો થોડું સારું લાગે..

નજર મેળવીશું ને.................

| 0 comments |
|

નજર મેળવીશું ને ખોવાઈ જશો
કથાઓ બનીશું ને ચર્ચાઈ જશો

કહી દો કે મંજુર છે પ્રેમ તારો,
હુકુમત કરી કાળ પર છાઈ જશું

વસંતો ના જોબન ને લાલી તો મળશે
ભલે! રક્ત સીચીને કરમાઈ જાશું

તમે ઋણ કાઢ્યા કરો સાત ભવ નું
ન પહોચી વળશે તો વેચાઈ જાશું

સભા પર કરો એક પારેખ -દ્રિષ્ટિ
હજારો ને લાખો માં પરખાઈ જાશું

ગગન માં ઝગીશું સિતારા બનીને
અગર આસુઓ થઇ ને વેરાઈ જાશું

ગમે તેમ જીવી જશું તોય અંતે
બહુ શાન થી શૂન્ય વિસરાઈ જશું....

 

Followers

Labels

No Fear

No Fear
Jo Dar Gaya Samjo Mar gaya.